-->

Lohadi kyu manai jaati Hai,

Lohadi kyu manai jaati Hai,

 

Lohadi kyu manai jaati Hai,

Lohadi ek lokpriya Punjabi log me utsav hai jo mukhya roop se Punjab me  Sikho aur hinduon dwara har sal 13 January ko manaya jata Hai,

yah Din paush Maas ki antim ratri aur makar Sankranti ki purv Sandhya ko padta hai.


 ise Sardi ke jaane aur Basant ke aane ke sanket ke roop me bhi dekha jata hai,

lohadi per Ravi ki fasal ki bunai aur katayi Se juda hua Hai Kisan is Din Rabi ki fasal Jaise Makka til gehun chana sarson adi ko Agni ko samarpit karte hai.


 aur Bhagwan ka aabhar prakat karte hai Lohadi ki sham ko log pyar aur bhai chare ke sath log git kahate Hai,

aur kisi khule sthan per lakadiyon se Aag jalakar uski parikrama karte hai.


Dhol Nagaron ke sath dance bhangra dekhne Ko milta Hai aur Aag ke Charo aur baithkar gajak aur mungfali ka aanand Liya jata hai,

 aur inhe Prasad ke roop me sabhi logon Ko Bata jata Hai jis ghar me nai nai shaadi ya bacche ka janm hota hai.


 vahan khas taur per lohadi dhumdham se manai jaati Hai,

Aaiye batate Hai loadi kyon manae jaati Hai lohadi ka tyohar dulla Bhatti ki kahani Se juda hua Hai.


kahani ke anusar dulla Bhatti Badshah Akbar ki saah sankaal ke dauran Punjab me rahte the,

Unhone amiron aur jamidaro se dhan loot kar garibon me dhan batane ke alava jabaran roop se Bechi ja rahi Hindu ladkiyon ko mukt kar waya.


 sath hi unhone Hindu anushthano ke sath un sabhi ladkiyon ki shaadi Hindu ladkon Se karvane ki vyavastha ki aur unhen dahej pradan Kiya,

 jis Karan vah Punjab ke logon ki nayak ban Gaye isliye Aaj bhi Lohadi ke geeton me dulla Bhatti ka aabhar vyakt karne ke liye unka Naam jarur liya jata Hai.


ek Anya  kahani ke anusar kaun se Bhagwan Shri Krishna ko marne ke liye lohitha namak rakshasi ko bheja jiska Vadh Krishna ne khel khel me kar Diya,

 lohitha ke bad ki Khushi me logon dwara lohadi ka tyohar manaya Gaya.


Lohadi manane ki Manyata Shiv aur sati se bhi Jodi Hai tatha ke anusar Mata sati ke Aag me samarpit hone ke Karan ke lohari ke din Agni jalai jaati Hai,

doston tyohar  chahe koi bhi Ho uska uddeshya hamesha se logo me Umang aur pyar Lana Raha Hai !