-->

Karva chauth kaise manate hai

 

Karva chauth kaise manate hai

Karva chauth kaise manate hai


 suhagan mahilaon ke liye pratyek vrat Katha tyohar mahatvpurn hote hai,

kintu karva chauth ka vrat sarvadhik mahatvapurna tatha lokpriya hota hai.


vaise to kai balikanye Vivah se pahle bhi yah vrat rakhti Hai, 

kintu Vivah ke pashchat ka Pratham vrat Anya vrat se bheen hota Hai.



kyunki Vivah ke pakshat pahli Diwali pahli Holi yah pahla janm Divas Ho use atyant harshoullas tatha dhumdham se manaya jata Hai,

atah nav vivahita mahilaon ke liye karva chauth ka vrat bhi atyant avashyak tatha mahatvpurn hota hai.


karva chauth ka vrat Kartik Maas ki Krishna paksh ki chaturthi ke Shubh Divas Rakha jata Hai,

is Din pratyek suhagin mahilayen apni Pati ki lambi aayu ke liye vrat rakhti Hai.



ahilayen sampurn Divas nirahar tatha nirjala vrat rakhti Hai,

tatha sandhyakal me Chandra Darshan tatha Pujan karke hi apna Bharat todti Hai.



kintu aap ko pata hona chahie ki Pradesh ke purv kuchh mahatvpurn baton ka Dhyan rakhna ati avashyak Hai,

Vishesh roop se un mahilaon ko jinka yah pahla karva chauth ka vrat Hai.


karva chauth ka vrat jitna kathin hota hai utna hi ismein savdhani bartani padati hai,

Karva chauth ke din kya kya karna chahie tatha Anya mahatvpurn jankari aur savdhani pahli bar karva chauth ka vrat rakhte samay practical muhurt me uthkar sarvpratham Apne badon ka Aashirwad lekar hi vrat ka prarambh Karna chahie Aisa karne se aapke Parivar me Vikas saubhagya tatha Samruddhi Bani rahti hai.



sath hi yah dhayan de ki karva chauth ka vrat rakhne per dopahar ki Bela me sahan nahi karna chahie,

 kintu dopahar ke samay pratyek mahilaon ko ektra hokar karva Mata ke geet gane chahie tatha Apne Parivar ke logon ke sath samay vaitit karna chahie.


sath hi yah bhi Dhyan rakhe ki karva chauth vrat ke din kisi bhi prakar ke dhaar dhaar chijen jaise ki kainchi sui ja chaku ke prayog se bachana chahie,

pahli bar karva chauth aapke sath sath aapke sasural walon ke liye bhi ati mahatvpurn hota hai.



 na vivahit Bahu ki saas bhi apni Bahu ke sath vrat ki taiyariyon me pratah sargi ke sath se hi jhooth jaati Hai,

saasu man apni Bahu ko kuchh Vishesh Madhapur uphar bhi deti Hai.



jaise ki naye vastra Jodha tatha gahane kintu Kai sthan per nav vivahita ke pahle karva chauth per Bahu ke Maike se Joda gahana singar ka saman tatha Anya uphar Dene ki parampara hai,

jise pehan kar nav vivahita Sandhya ki Puja Karti Hai.


yah ek beti ke liye ek Bahu ke liye tatha sabse adhik ek patni ke liye atyant mahatvpurn baat hai,


iske alava Sandhya ke samay chauth Mata ki Puja prarambh hone se purv Maataye apni beti ke sasural me kuchh mithaiyan uphar tatha fal bhejti Hai.


jise baya kaha jata Hai,

karva chauth me sargi ka bhi apna ek Vishesh mahtav hota Hai sargi  vah Hoti Hai.



 jisme  badam tatha Anya mewo ke sath suhag ki nishani Hoti Hai,

 sargike roop me prarambh karne se purv saas apni Bahu ko kuchh mithaiyan tatha naye vastra aur singar ka saman bhi deti Hai.


sargi  ke roop me yah saas ka apni Bahu ko Aashirwad Mana jata Hai,

karva chauth ke Shubh Divas suryoday hone se purv lagbhag 4 baje ke aaspaas mahilayen is sargi ko khakar apne vary ka Shri Ganesh Karti Hai.


 iske pashchat sampurn Divas nirahar nirjal upvas karna chahie,

tatha chandrama Udit hone per hi apna vrat kholna chahie karva chauth ke din nav vivahita sarvadhik Sundar mahatvpurn tatha aakarshak dikhai Dena chahti hai.



 Jin ka pahla karva chauth hota hai,

vah Dulhan ki tarah taiyar hoti hai.


jismein Lal rang ka Joda Shagun ke taur per Mana jata Hai,

karva chauth ka vrat mahilaon ke vaivahik jivan se juda hota hai.


atah ho sake to is Divas Puja ke samay mahilaon ko Apne Vivah ka Joda pahnana chahie yadi Vivah ka Joda Na pahan  sake to Lal rang ki Sadi ya lehenga Panna Uttam Mana jata Hai,

kyunki Lal rang Suhaag Karan tatha Prem ka Pratik Mana jata hai.


aata karva chauth ke Divas adhik se adhik Lal rang ka prayog Karna chahie iske alava Gulabi pila tatha Hara rang bhi is Din pahna ja Sakta Hai,

kahi mahilayen Dulhan ki tarah kapde pahnane ke sath sath Bhari gana bhi pahnati hai.



 yadi yah tyohar Vivah ka Joda pehan kar manaya jaaye to Pati tatha patni ke bich sambandh sadaiv Madhur Bane rahte hai,

karva chauth ke vrat ke din Pati patni ke bich Sneh ka Bandhan atyant rahata ke sath aage badhta Hai.



Jahan Pati apni patni ke liye atyant Garv ki Anubhuti karte hai,

 kyunki patni Apne Pati ke liye sampurn Divas atyant kathin vrat rakhti Hai.


 Atah  Pati apni patni ko Samman tatha aadar dete Hai,

patni ko Apne Pati dwara ratri bhojan ke samay yah chandrodaya ke samaroh ke pakshat Vishesh prakar ka mahatva purn uphar bhi prapt hota hai.



is Din ghar me Kai prakar ke Vishesh vyanjan to bante hi hai,

 kintu Pati apni patni ko bhojan ke liye Ghar se bahar bhi le jaate Hai.


Aaj ke Yug me to kai Pati apni patni ke sath sath karva chauth ka vrat bhi rakhte Hai,

 karva chauth mein jitna avashyak vrat tatha Puja paath karna hota hai.



utna hi avashyak Katha sunna bhi hota hai,

 dekha gaya hai ki Kai mahilayen Katha sunane me ruchi nahi leti Hai.


aata khave Katha mein apna Dhyan nahin lagati Hai,

anyatha samay ke abhav ke Karan bhi Kai mahilayen vrat ki Katha nahi sunti hai.


 kintu Aisa karna atyant hi anuchit hota hai,

Is Bharat me jitna mat vrat Katha Pujan karne ka hota hai.



 utna hi mahatva karva chauth ki katha sunane ka bhi hota hai,

Atah pratyek mahilaon ko Puja karte samay Dhyan purvak vrat ki Katha avashya sune chahie Katha Kai mahilayen etra hokar v Sun sakti hai.


 sath hi yah bhi Dhyan de ki Puja ke samay chandrama Darshan se purv karva chauth ke geet tatha bhajan kirtan bhi gana chahie karva chauth per is baat ka atyant mahatva hota hai,


 karva chauth Mata ke geet tatha bhajan gane se aas paas ka vatavaran shuddh tatha Pavitra ho jata hai.


tatha Pujan ka purn phal prapt hota Hai,

 bhajan ko aap apne aas pados ki mahilaon tatha Apne Parivar walon ke sath kar sakte hai.



 Sandhya ke samay striyan Puja karke chandrama ko aath dekar Apne Pati ki Puja Karti Hai,

 tatha unke hath se Pani grahan karke apna vrat khulati Hai .


karva chauth ke vrat me chandrama ki Puja ka Vishesh mat hota hai,

Sanatan hindu dharm ke anusar chandrama ko Bhagwan Vishnu ji ka roop Mana jata Hai.



tatha chandrama ko lambi aayu ka vardan prapt hua Hai,

 chandrama me sundarta Prem tatha lambi aayojit se Vishesh ban paye jaate Hai.


atah Pratik mahilayen chandrama Ko dekhkar yah Kamna Karti Hai,

ki yah pratyek gun unke Pati mai bhi a jaen hindu dharm me  safed tatha Kale rang ko Ashobh Mana jata Hai.


atah karva chauth par safed tatha Kale rang ke vastra Na pahne ka prayas karna chahie sath hi karva chauth per bhul kar bhi kisi safed rang ke padarth ka daan nahi karna chahie,

Fir chahe vah bhojan ka saman hi kyon Na Ho Jaise ki dudh dahi paneer in pratyek padarthon ka daan dene se bachana chahie !